Bujhta Pyar
Raakh ho gayi wo mohabbat ki aag jo jali thi kabhi, humne chaha tha unhe har khushi se bhi zyada tabhi. Ab to bas yaadein hain aur ye tanhai hai, zindagi mein hamari ab koi roshni nahi.
9