🔍 सर्च इंजन

"memories" के लिए खोज परिणाम

हिंदी, हिंग्लिश या इंग्लिश में शायरी, ग़ज़लें, शायर या विषय खोजें

हाल की खोजें: memories
कुल 4 परिणाम मिले कीवर्ड: memories

Mehakta Ehsaas

Tumhein sochte sochte raat guzar jaati hai, tumhari yaadon mein subah nikhar aati hai.
Yeh kaisa jaadu kiya hai tumne hum par, har waqt bas tumhari hi kami satati hai.

Khamosh Adaayein

Teri khamoshi bhi ek baat kehti hai, Mere dil mein bas teri hi yaad rehti hai, Maante hain ki door hain hum ek doosre se, Par door rehkar bhi yeh doori kahan rehti hai.