🔍 सर्च इंजन

"status" के लिए खोज परिणाम

हिंदी, हिंग्लिश या इंग्लिश में शायरी, ग़ज़लें, शायर या विषय खोजें

हाल की खोजें: status
कुल 14 परिणाम मिले कीवर्ड: status

Chai Ki Khushboo

Subah ki pehli chai aur tumhara khayal,
Dil ko mil jata hai ek naya sa sawal.
Kuch baatein adhoori hi achhi lagti hain,
Jab yaadein kisi apne ki sath chalti hain.

Daur Apna

Waqt kisi ka bhi ho, sikka humara hi chalega. Jo humare khilaf hain, wo bhi kal humara hi naam japenge. Itna yakeen hai khud par, ki kismat ko bhi jhukna padega.

Bina Sifarish

Apni pehchan banane ka alag hi maza hai, bina sifarish ke jeene ki yehi to ada hai. Sabhi yahan bheed ka hissa ban kar khush hain, humara akela chalna hi hamari saza hai.

Dhadkan Ka Shor

Sannata hai kamre mein aur shor hai dil ke andar, Teri yaadon ka pehra hai ab is toote hue ghar par. Koi aawaz nahi sunta is be-zuban dard ki, Jaise chupchap jal raha ho koi diya samundar par.